Barsaat Bhi Aakar lyrics by Abhijeet with meaning. Barsaat Bhi Aakar explained, official 2024 song lyrics | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Abhijeet – Barsaat Bhi Aakar lyrics
Barsaat bhi aakar chali gayi
Baadal bhi garajkar baras gaye
Barsaat bhi aakar chali gayi
Baadal bhi garajkar baras gaye
Par uski ek jhalak ko hum
Ae husn ke maalik taras gaye
Kab pyaas bujhegi aankhon ki
Din raat yeh dukhda rehta hai
(Mere saamnewaali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai)
Afsos yeh hai ke voh humse
Kuch ukhda ukhda rehta hai
Mere saamnewaali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Jis roz se dekha hai usko
Hum shamma jalaana bhool gaye
Ho, jis roz se dekha hai usko
Hum shamma jalaana bhool gaye
Dil thaamke aise baithe hain
Kahin aana jaana bhool gaye
Ab aath paher in aankhon mein
Voh chanchal mukhda rehta hai
(Mere saamnewaali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai)
Afsos yeh hai ke voh humse
Kuch ukhda ukhda rehta hai
Mere saamnewaali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
×



Lyrics taken from /lyrics/a/abhijeet/barsaat_bhi_aakar.html

  • Email
  • Correct
Songwriters: Bablu Chakraborty, R D Burman, Rajinder Krishnan
Barsaat Bhi Aakar lyrics © Royalty Network
Submitted by Iopt

Barsaat Bhi Aakar meanings

Write about your feelings and thoughts about Barsaat Bhi Aakar

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z